Black Tara Mantra For Protection And Remove Negatives|

Black Tara Mantra ko protection or remove negatives ke liye use Kiya jata hai. Goddess Tara buddist goddess hai, jinhe “mother of all Buddhas” bhi kaha jata hai. Buddist religion mein Tara maa worship ki jata hai. Goddess Tara ke 21 roop hai, jinme se black tara maa bhi ek roop hai . Aaj hum Tara Maa ke Black roop ke bare mein janege.

Who is Black Tara maa | Black Tara maa kon hai |

Tara maa buddist goddess hai, jinhe “mother of all buddhas” bhi kaha jata hai. Tara maa ke 21 roop hai, Black tara maa ke 21 roop mein se ek hai. Goddess Black Tara maa humari life mein se negativity ko remove karti hai. Kayi bar humari life mein bohot negative thoughts aane start ho jate hai, ya kayi bar hume apne aaspass bohot negativity feel hoti hai, Black Tara maa se pray karne se black tara maa sabhi negativity ko humari life se remove karti hai. Black Tara maa tara maa ke sabse powerful roopo mein se ek hai.

Black Tara Mantra:-

 God, Goddess ke apne mantra hote hai, jiski chanting kar hum un god ya goddess se connect ho sakte hai. Black Tara Maa ka bhi ek mantra hai jiski chanting kar hum blue tara maa ki blessings paa sakte hai. Mantra kuch is prakar hai

Black Tara Mantra

    “OM TARE TUTTARE TURE SARVA

 VIDYA AVARNA YE BHYE PHAT SVAHA”

“Om  tare tuttare ture sarva vidya avarna ye bhye phat svaha” black tara maa ka mantra hai. Black Tara maa powerful goddess hai ,aisa kaha jata hai ki black tara Mantra ko chant karne se aapki life mein se negatives kam hona start ho jati hai.

Benefits of chanting Black Tara Mantra:-

1) Black Tara Mantra negative energies se aapko protect karta hai.

2) Black Tara maa aapko evil forces, enemies, or even curses se bhi aapki protection karti hai.

3) Black Tara Mantra se hamari life mein aa rahi difficulties or obstacles bhi remove hona start ho jate hai.

4) Agar aap bohot jyada nervous ya threaten feel kar rahe hai tab bhi aap is mantra ko chant kar sakte hai, black tara maa se help le sakte hai.

5) Black Tara Mantra ki help se Negative thoughts ko bhi remove Kiya ja sakta hai.

6) Generally bhi Black tara mantra ki chanting ki ja sakti hai, aisa karne se aapki life mein jo bhi negatives hai wo remove hongi. Black tara maa ki protection paane ke liye bhi aap is mantra ko chant kar sakte hai.

 Mantras bohot powerful hote hai or mantras ko use karke hum apni wishes ko manifest kar sakte hai. Mantras bhi manifestation ka part ban Gaye hai log apni wishes ko manifest karne ke liye mantras  ko use karne lag gaye hai or logo ko positive results bhi mil rahe hai.  Aap YouTube par Tara Maa ke mantra ki video ke comments read karna, logo ko bohot positive results mile hai, log apni success story share kar rahe hai, apne experience share kar rahe hai. Aap jarur success story read karna isse aapka trust build-up hoga , mantra , switchword ya manifestation se related aapke mind mein koi negative believe system hai toh success story read karne se vo negative believe bhi break hoga.

How many days to chant mantras :-

Minimum 41 days tak daily mantra ko 108 times chant karna hai, ya aap 15 min daily din mein 2 bar is mantra ki chanting kar sakte hai. Mantra chant karte waqt mind mein apni wish ki image create karni hai ya black tara maa se pray kar sakte ho. Chant karte waqt positive rehna hai calm mind ke saath mantra ko chant karna hai. Black tara maa ke request karni hai ki please meri wish poori kijiye. Outcome ko lekar positive rehna hai, desperate nhi hona hai. Mantra ko trust ke saath chant karna hai.

 

Disclaimer – Switchword kisi bhi tarah ki medical or professional help ko replace nhi karte hai. Mantras, Switchword ya manifestation ki koi bhi technique tab tak work nhi karegi jab tak aap poore trust ke saath nhi karoge. full faith ke saath mantras, switchword or manifestation technique ko use karna chahiye.

 

Green Tara Magic Begins Now | Goddess Green Tara Switchword |

Green Tara magic begins now

“Green Tara Magic Begins Now” Green Tara maa ka switchword hai.Green Tara Maa buddist goddess hai, inhe “mother of all Buddhas” bhi kaha jata hai. Buddist religion mein Tara maa worship ki jata hai. Tara maa ke bohot sare roop hai, jinme se Green Tara maa bhi ek roop hai . Aaj hum Green Tara Maa ke bare mein janege.

Who is Green Tara maa | Green Tara maa kon hai |

Green Tara maa buddist goddess hai, jinhe “mother of all buddhas” bhi kaha jata hai. Green Tara maa ka green colour healing ko darshata hai. Green Tara maa ki energy bohot motherly hai . Compassion, kind , wisdom, protector, beauty sab green Tara maa ki characteristics hai.

Switchwords kya hote hai?

Switchwords ek powerful word ya phrase hote hai jaise Hindu dharm mein Vedic mantra hote hai thik usi prakar se switchwords hote hai. Jaise mantra ka jaap kisi wish ko poora karne ke liye Kiya jata hai thik usi prakar se switchwords ki chanting kar aap apni wish ko poora kar sakte hai. Switchwords ko english mantra bhi kaha jata hai. Switchwords bohot magical words hote hai. Har wish ke liye specific switchwords hote hai jis ki chanting kar apni wishes ko fulfill kar sakte hai.

Agar aap switchword ki knowledge rakhtey hai toh aap ko pata hoga wolf magic begin now switchword ke bare mein. Wolf Magic Begin Now bohot popular switchword hai, bohot sare logo ne apni success stories bhi share ki hai is switchword ko use karne ke baad. YouTube par aap un success stories ko read kar sakte hai, success stories ko read kar ke aapke saare negative beliefs switchword se related bhi khatam honge. Jaise wolf magic begin now switchword mein wolf ko invoke karkar wolf se help li jati hai thik usi tarah Green Tara magic begins now switchword se goddess tara ko invoke Kiya jata hai, help ya wishes ko manifest karne ke liye.

Green Tara Magic Begins Now switchword:-

Har God, Goddess ke apne mantras or switchwords hote hai, jiski chanting kar hum un god ya goddess se connect ho sakte hai. Green Tara Maa ka bhi ek switchword hai jiski chanting kar hum green Tara maa ki blessings paa sakte hai. Switchword kuch is prakar hai

Green Tara magic begins now

        “Green Tara Magic Begins Now”

“Green Tara Magic Begins Now” green Tara maa ka switchword hai. Green Tara maa powerful goddess hai, aisa kaha jata hai ki green Tara maa ke switchword or mantra ki chanting se koi bhi wish ko manifest Kiya ja sakta hai. Jo green tara mantra ki chanting se benefits milte hai wohi benefits green tara switchword se bhi milte hai. Aap chahen toh Green Tara mantra ki chanting bhi kar sakte hai.

Benefits of chanting Green Tara Magic Begins Now :-

1) Green Tara maa ka colour green hai jo healing ko darshata hai, green Tara Switchword ko chant karne se aapki healing hoti hai. Green Tara Switchword Heart chakra ko bhi heal karta hai.

2) Switchword Manifestation blockages ko bhi remove karta hai, jisse manifestation process fast ho jata hai.

3) Beauty manifest karne ke liye bhi green Tara Switchword ki help le sakte hai.

4) Relationship issues ko heal karne ke liye bhi green Tara Magic Begins Now Switchword ko chant Kiya ja sakta hai.

5) Career growth mein bhi ye switchword  helpful hai.

6) Weight loss ya weight gain ke liye bhi green Tara Switchword ko use Kiya ja sakta hai kyuki green Tara Mantra or switchword beauty ko bhi enhance karta hai.

8) Kisi bhi life issue ke liye green Tara maa ki help lee ja sakti hai.

9) Generally bhi green Tara Switchword ki chanting ki ja sakti hai aisa karne se vibration high rehti hai or green Tara maa ki blessings or protection bhi milti hai.

Switchwords or Mantras bohot powerful hote hai, switchwords or mantras ko use karke hum apni wishes ko manifest kar sakte hai. Switchwords or Mantras bhi manifestation ka part ban Gaye hai log apni wishes ko manifest karne ke liye switchwords or mantras  ko use karne lag gaye hai or logo ko positive results bhi mil rahe hai. Aap YouTube par Green Tara Maa ke mantra ki video ke comments read karna, logo ko bohot positive results mile hai, log apni success story share kar rahe hai, apne experience share kar rahe hai. Aap jarur success story read karna isse aapka trust build-up hoga , mantra , switchword ya manifestation se related aapke mind mein koi negative believe system hai toh success story read karne se vo negative believe bhi break hoga.

How many days to chant switchword :-

Minimum 41 days tak daily switchword ko 108 times chant karna hai, switchword chant karte waqt mind mein apni wish ki image create karni hai. Chant karte waqt positive rehna hai calm mind ke saath switchword ko chant karna hai. Green Tara maa ke request karni hai ki please meri wish poori kijiye. Outcome ko lekar positive rehna hai, desperate nhi hona hai. Switchword ko trust ke saath chant karna hai.

Disclaimer – Switchword kisi bhi tarah ki medical or professional help ko replace nhi karte hai. Mantras, Switchword ya manifestation ki koi bhi technique tab tak work nhi karegi jab tak aap poore trust ke saath nhi karoge. full faith ke saath mantras, switchword or manifestation technique ko use karna chahiye.

 

Goddess Tara 5 Most Powerful Mantras |

Goddess tara 5 most powerful mantras

Goddess Tara 5 most powerful mantras bohot saare hai, par aaj hum tara maa ke most effective 5 mantras ke bare mein janege. Goddess tara bohot powerful goddess hai, unke mantras ko wish manifest karne ke liye use kiya ja sakta hai.

Goddess tara 5 most powerful mantras

Tara Maa buddist goddess hai, inhe “mother of all Buddhas” bhi kaha jata hai. Buddist religion mein Tara maa worship ki jata hai. Tara maa ke bohot sare roop hai. Sabse pehle hum Tara Maa ke green roop or unke mantra ke bare mein janege.

1. Goddess Green Tara Maa:-

Green Tara maa buddist goddess hai, jinhe “mother of all buddhas” bhi kaha jata hai. Green Tara maa ka green colour healing ko darshata hai. Green Tara maa ki energy bohot motherly hai . Compassion, kind , wisdom, protector, beauty sab green Tara maa ki characteristics hai. Goddess tara 5 most powerful mantras mein se ek green tara mantra bhi hai.

Green Tara Mantra:-

Har God, Goddess ke apne mantra hote hai, jiski chanting kar hum un God ya Goddess se connect ho sakte hai. Green Tara Maa ka bhi ek mantra hai jiski chanting kar hum green Tara maa ki blessings paa sakte hai. Mantra kuch is prakar hai.

Green Tara mantra

        “OM TARE TUTTARE TURE SOHA”

“Om tare tuttare ture soha” green Tara maa ka mantra hai. Green Tara maa powerful goddess hai ,esa kaha jata hai ki green Tara maa ke mantra ke jaap se koi bhi wish ko manifest Kiya ja sakta hai.

Benefits of chanting Green Tara Mantra:-

1) Green Tara maa ka colour green hai jo healing ko darshata hai, green Tara Mantra ko chant karne se aapki healing hoti hai. Green Tara Mantra Heart chakra ko bhi heal karta hai.

2) Mantra Manifestation blockages ko bhi remove karta hai, jisse manifestation process fast ho jata hai.

3) Beauty manifest karne ke liye bhi green Tara Mantra ki help le sakte hai.

4) Relationship issues ko heal karne ke liye bhi green Tara Mantra ko chant Kiya ja sakta hai.

5) Career growth mein bhi ye mantra bohot helpful hai.

6) Womb healing ke liye bhi green Tara Mantra ko use Kiya jata hai.

7) Weight loss ya weight gain ke liye bhi green Tara Mantra ko use Kiya ja sakta hai kyuki green Tara Mantra beauty ko bhi enhance karta hai.

8) Kisi bhi life issue ke liye green Tara maa ki help lee ja sakti hai.

9) Generally bhi green Tara mantra ki chanting ki ja sakti hai aisa karne se vibration high rehti hai or green Tara maa ki blessings or protection bhi milti hai.

2. Goddess Blue Tara Maa:-

Tara maa buddist goddess hai, jinhe “mother of all buddhas” bhi kaha jata hai. Tara maa ke 21 roop hai, Blue Tara  maa ke 21 roop mein se ek hai. Goddess Blue Tara maa humari life mein se blockages or obstacles ko remove karti hai. Kayi bar humari life mein bohot obstacles aane start ho jate hai, chhote se kaam ko karne mein bar bar obstacles ko face karna padta hai. Blue Tara maa se pray karne se blue tara maa sabhi obstacles ko blockages ko humari life se remove karti hai jisse life mein blockages remove hone lag jati hai. Goddess tara 5 most powerful mantras mein se ek blue tara mantra bhi hai.

Blue Tara Mantra:-

 God, Goddess ke apne mantra hote hai, jiski chanting kar hum un god ya goddess se connect ho sakte hai. Blue Tara Maa ka bhi ek mantra hai jiski chanting kar hum blue tara maa ki blessings paa sakte hai. Mantra kuch is prakar hai.                                                          Blue tara mantra

        “OM BHIM TARE VRIM SOHA”

“Om bhim tare vrim soha” blue tara maa ka mantra hai. Blue Tara maa powerful goddess hai ,esa kaha jata hai ki blue tara maa ke mantra ke jaap se agar koi bhi wish ko manifest hone mein blockages aa rahe hai toh vo blockages remove ho jate hai. Blue tara mantra manifestation process ko speed up karta hai.

Benefits of chanting Blue Tara Mantra:-

1) Blue Tara maa ke mantra kp chant karne se life mein aa rahe obstacles remove hote hai.

2) Agar aapki koi wish ko manifest hone mein obstacles aa rahe hai tab bhi aap blue tara mantra ko chant kar sakte Hain. Blue tara mantra manifestation blockages ko remove karta hai or manifestation process ko speed up karta hai.

3) Blue Tara Mantra luck ko manifest karta hai aapki life mein.

4) Career growth mein agar blockages aa rahi hai tab bhi ye mantra use Kiya ja sakta hai. Career mein aa rahi sabhi blockages or obstacles ko ye mantra remove kar sakta hai

5) Blue Tara Mantra Negative thoughts ko bhi  remove karta hai.

6) Agar aapke life mein ya work mein delays ho rahe hai, ye mantra delay ko remove kareg

7) Luck increase karne ke liye bhi aap blue tara mantra ko ko chant kar sakte hai.

8) Urgent situation mein bhi ye mantra effective hai.

9) Generally bhi blue tara mantra ki chanting ki ja sakti hai aisa karne se aapki life mein Jo bhi blockages remove hongi. Aap easily manifest kar paoge.

3. Goddess White Tara Maa:-

Tara maa buddist goddess hai, jinhe “mother of all buddhas” bhi kaha jata hai. White Tara maa goddess Tara ka ek roop hai. White Tara maa ka white colour peace, harmony ko represent karta hai. White Tara maa ki energy bohot motherly hai . Love ,Compassion, peace , wisdom, protector, beauty sab white Tara maa qualities hai. Goddess tara 5 most powerful mantras mein se ek white tara mantra bhi hai.

White Tara Mantra:-

Sab God, Goddess ke apne mantra hote hai, jiski chanting kar hum un god ya goddess se connect ho sakte hai. White Tara Maa ka bhi ek mantra hai jiski chanting kar hum white Tara maa ki blessings paa sakte hai. Mantra kuch is prakar hai.

White tara mantra

“OM TAARE TUTTARE TURE MAMA AYUR   GYANA PUNYE PUSHTIM KURU SOHA”

“Om taare tuttare ture mama ayur gyana punye pushtim kuru soha” White Tara maa ka mantra hai. White Tara maa powerful goddess hai ,aisa kaha jata hai ki White Tara maa ke mantra ke jaap se wishes ko manifest Kiya ja sakta hai, but especially health, healing, ke liye white Tara Mantra ki help Li jati hai.

Benefits of chanting White Tara Mantra:-

1) White Tara maa ka colour white hai jo peace, healing, health ko represent karta hai, White Tara Mantra ko chant karne se aapki body heal hoti hai. White Tara Mantra ki chanting se good health ki blessings milti hai.

2) Mantra Manifestation blockages ko bhi remove karta hai, jisse manifestation process fast ho jata hai.

3) Mental or physical ke liye bhi white Tara Mantra ki help le sakte hai.

4) Relationship issues ko heal karne ke liye red Tara Mantra ko chant Kiya jata hai.

5) kisi bhi relations ko heal karne ke liye ya relationship mein bonding ko or strong karne ke liye red Tara maa ka mantra chant Kiya jata hai.

6) Beauty, attraction power ko increase karne ke liye, charming personality ko manifest karne ke liye red Tara Mantra ko chant Kiya ja sakta hai.

8) Kisi bhi life issue ke liye red Tara maa ki help lee ja sakti hai.

9) Generally bhi Red Tara mantra ki chanting ki ja sakti hai aisa karne se vibration high rehti hai or Red Tara maa ki blessings or protection bhi milti hai.

4. Goddess Red Tara Maa:-

Red Tara maa buddist goddess hai, jinhe “mother of all buddhas” bhi kaha jata hai. Red Tara maa ka red colour love ko represent karta hai. Red Tara maa ki energy bohot motherly hai . Love ,Compassion, passion , wisdom, protector, beauty sab red Tara maa qualities hai. Goddess tara 5 most powerful mantras mein se ek red tara mantra bhi hai.

Red Tara Mantra:-

Sab God, Goddess ke apne mantra hote hai, jiski chanting kar hum un god ya goddess se connect ho sakte hai. Red Tara Maa ka bhi ek mantra hai jiski chanting kar hum red Tara maa ki blessings paa sakte hai. Mantra kuch is prakar hai.

Red Tara Mantra

              “OM TAARE TAM SOHA”

“Om taare tam soha” red Tara maa ka mantra hai. Red Tara maa powerful goddess hai ,aisa kaha jata hai ki Red Tara maa ke mantra ke jaap se koi bhi wish ko manifest Kiya ja sakta hai, but especially love, relationship healing, passion, attraction power ko increase karne ke liye red Tara Mantra ki help Li jati hai.

Benefits of chanting Red Tara Mantra:-

1) Red Tara maa ka colour red hai jo love ko represent karta hai, Red Tara Mantra ko chant karne se aapke  relationship heal hote hai. Red Tara Mantra Heart chakra ko bhi heal karta hai, jise aap love manifest kar sake ya love ko feel ya experience kar sake.

2) Mantra Manifestation blockages ko bhi remove karta hai, jisse manifestation process fast ho jata hai.

3) Beauty manifest karne ke liye bhi red Tara Mantra ki help le sakte hai.

4) Relationship issues ko heal karne ke liye red Tara Mantra ko chant Kiya jata hai.

5) Career growth mein bhi ye mantra bohot helpful hai.

6) kisi bhi relations ko heal karne ke liye ya relationship mein bonding ko or strong karne ke liye red Tara maa ka mantra chant Kiya jata hai.

7) Beauty, attraction power ko increase karne ke liye, charming personality ko manifest karne ke liye red Tara Mantra ko chant Kiya ja sakta hai.

8) Kisi bhi life issue ke liye red Tara maa ki help lee ja sakti hai.

9) Generally bhi Red Tara mantra ki chanting ki ja sakti hai aisa karne se vibration high rehti hai or Red Tara maa ki blessings or protection bhi milti hai.

5. Goddess Yellow/Golden Tara Maa:-

Golden Tara maa buddist goddess hai, jinhe “mother of all buddhas” bhi kaha jata hai. Golden Tara maa ka golden or yellow colour prosperity , abundance ko represent karta hai. Golden Tara maa ki energy bohot motherly hai . Love ,Compassion, kind, wisdom, protector, sab golden Tara maa ki characteristics hai. Goddess tara 5 most powerful mantras mein se ek yellow/golden tara mantra bhi hai.

Golden Tara Mantra:-

Har God, Goddess ke apne mantra hote hai, jiski chanting kar hum un god ya goddess se connect ho sakte hai. Golden Tara Maa ka bhi ek mantra hai jiski chanting kar hum golden /yellow Tara maa ki blessings paa sakte hai. Mantra kuch is prakar hai.

yellow tara mantra

     “OM TAARE TUTTARE TURE SARVA

     AYUR PUNYE PUSHTAM KURU SOHA”

“Om taare tuttare ture sarva ayur punye pushtam kuru soha” golden Tara maa ka mantra hai. Golden Tara maa powerful goddess hai ,aisa kaha jata hai ki Golden Tara maa ke mantra ke jaap se koi bhi wish ko manifest Kiya ja sakta hai, but especially money, abundance, prosperity ke liye Golden Tara Mantra bohot effective hai.

Benefits of chanting Golden Tara Mantra:-

1) Golden Tara maa ka colour golden or yellow hai jo abundance , money ko represent karta hai, Golden Tara Mantra ko chant karne se aapki money related problems solve honi shuru ho jati hai. Golden Tara Mantra money blockages ko bhi heal karta hai, jise aap money manifest karna ya abundance ko apni life mein manifest kar sakte hai.

2) Golden Tara Mantra Manifestation blockages ko bhi remove karta hai, jisse manifestation process fast ho jata hai.

3) Career growth manifest karne ke liye bhi golden Tara Mantra effective hai.

4)Apni life mein abundance manifest karne ke liye golden Tara Mantra ko chant Kiya jata hai.

5) Career blockages ko remove karne mein bhi ye mantra bohot helpful hai.

6) Money ko attract karne ke liye bhi golden Tara Mantra ko chant Kiya jata hai.

7) Luck increase karne ke liye bhi aap golden tara mantra ko ko chant kar sakte hai.

8) Kisi bhi money or career issue ke liye golden Tara maa ki help lee ja sakti hai.

9) Generally bhi golden tara mantra ki chanting ki ja sakti hai aisa karne se vibration high rehti hai or golden Tara maa ki blessings or protection bhi milti hai.

 Mantras bohot powerful hote hai or mantras ko use karke hum apni wishes ko manifest kar sakte hai. Mantras bhi manifestation ka part ban Gaye hai log apni wishes ko manifest karne ke liye mantras  ko use karne lag gaye hai or logo ko positive results bhi mil rahe hai.  Aap YouTube par Tara Maa ke mantra ki video ke comments read karna, logo ko bohot positive results mile hai, log apni success story share kar rahe hai, apne experience share kar rahe hai. Aap jarur success story read karna isse aapka trust build-up hoga , mantra , switchword ya manifestation se related aapke mind mein koi negative believe system hai toh success story read karne se vo negative believe bhi break hoga.

How many days to chant mantras :-

Minimum 41 days tak daily mantra ko 108 times chant karna , Mantra chant karte waqt mind mein apni wish ki image create karni hai. Chant karte waqt positive rehna hai calm mind ke saath mantra ko chant karna hai. Tara maa ke request karni hai ki please meri wish poori kijiye. Outcome ko lekar positive rehna hai, desperate nhi hona hai. Mantra ko trust ke saath chant karna hai.

 

Disclaimer -Mantra kisi bhi tarha ki medical or professional help ko replace nhi karte hai. Mantras, Switchword ya manifestation ki koi bhi technique tab tak work nhi karegi jab tak aap poore trust ke saath nhi karoge. full faith ke saath mantras, switchword or manifestation technique ko use karna chahiye.

 

Mantra Journaling Manifestation Technique |

Mantras magic

Mantra Journaling Manifestation technique bohot effective technique hai apni wishes ko manifest karne ke liye. Mantras bohot powerful hote hai, ye bohot high vibrational frequency words hote hai. Mantras ko use karke wishes ko manifest Kiya ja sakta hai, mantras bohot powerful tool hai apni vibrational frequency ko badane ka or wishes ko attract karne ka.

Mantras kya hote hai | what are mantras |

Mantras bohot powerful words or phrases hote hai. Hindu dharm mein mantras ki bohot importance hai. Sab God, Goddess ke apne specific mantras hote hai, jiski chanting kar hum un specific God, Goddess se connect ho sakte hai, unki blessings paa sakte hai. Hindu dharm mein mantras ko centuries se use Kiya jata hai. Mantras mein bohot powers hoti hai, mantras ko disease ho heal karne ke liye, god or goddess ki blessings paane ke liye, barish karane ke liye, mantras mein itni power hoti hai ki hawan mein aag jalane ke liye bhi mantras ka use Kiya jata tha. Aaj bhi Hindu dharm mein mantras ki bohot importance hai. Aaj bhi log mantras ka use karte hai apni wishes ko manifest karne ke liye. One word mantra bohot jaldi work karte hai hai, or unhe chant karna bhi easy hota hai.

Mantra Journaling Manifestation technique |

Mantras magic

Manifestation ki bohot saari techniques hai jismein se Mantra journaling bhi ek technique hai. Mantras bohot powerful hote hai, mantras ko chant karne se hamari vibrational frequency high hoti hai. Higher vibrational frequency mein rehne se hum easily apni wishes ko attract kar sakte hai. Mantras Journaling bhi manifestation ki effective technique hai. Mantras ko apni wishes ke saath Journal karne se wishes ko manifest Kiya ja sakta hai.

Mantra bohot saare hote hai, har situation ke liye bohot saare mantras hote hai. Aap apni wish ke according mantra ko select kar sakte hai. Mantra ko select karne ke baad aapko mind mein apni wish ki intention set karni hai. Wish ko mind mein rakhte hue jab hum mantra Journaling or saath mein mantra chanting bhi karenge tab mantra ko chant karne se or mantra Journaling ek saath karne se humari vibrational frequency high ho jayegi jisse hum apni wish ko easily attract kar payenge.

Aap chahen toh apni wish ko page ke centre mein likh kar mantra Journaling bhi kar sakte hai. Wish ko present tense mein likhna hai or baki poore page par aap mantra likh sakte hai. Jab bhi hum mantra chant karte hai us time humari vibrational bohot high hoti hai, high vibration mein hi hum positive outcome ko manifest kar sakte hai. Jab hum low vibration mein hote hai jaise anger, guilt, depression tab hum waisi hi vibration ke cheezo ko attract karte hai, isliye kaha jata hai ki hamesha khush rehna chahiye, positive rehna chahiye jisse hum positive cheezo ko hi attract kare.

Abundance, happiness, joy, love ye sab high vibrational words hai, sab log aise hi high vibrational outcomes ko manifest karna chahte hai par ye high vibrational energies tab hi humari life mein manifest hoti hai jab hum khud high vibrational frequency mein rehte hai. High vibration mein rehne se hi hum high vibrational outcomes ko manifest karte hai. Mantra bohot achha tarika hai high vibrational mein rehne ka hamesha universe ke saath connected rehna hai. Mantra itne powerful hote hai ki in ki chanting karne se bohot jaldi desired manifest hote hai, or jab hum apni wish ke saath Mantra journaling karte hai tab humara subconscious mind mein  bar bar humari wish store hona start ho jati hai.

Disclaimer:- Manifestation ki koi bhi technique humari energies ke according hi hume results deti hai. Agar hum apni wish ke liye nagetive rehte hai technique karne ke baad bhi hum apni wish ko manifest nhi kar sakte, isliye apni wish ke liye positive rehna hai jab hi hum apni wish ko manifest kar sakte hai.

Vigneshwaraye Mantra Benefits |

Vigneshwaraye mantra benefits

“Vigneshwaraye” mantra benefits bohot sare hai, vigneshwaraye lord Ganesha ka ek powerful one word mantra hai. Is mantra ke bohot magical benefits hai. Is mantra ko chant kar hum apni life mein bohot sari wishes manifest kar sakte hai, bohot sari problem ko solve kar sakte hai. Mantras bohot hi jyada powerful hote hai, mantras ko use kar hum life ko beautifully transform kar sakte hai.

Vigneshwaraye Ganesh ji ka ek powerful or effective one word mantra hai. Is mantra ki chanting kar hum bohot sari wishes ko manifest kar sakte hai. Ganesh ji hamesha apne devotees ki instant help karte hai. Is mantra ko bohot saari situation mein use Kiya ja sakta hai, par unhe jaanne se pehle jaante hai ki Mantas kya hote hai.

 

Mantras kya hote hai | what are mantras |

Mantras bohot powerful words or phrases hote hai. Hindu dharm mein mantras ki bohot importance hai. Sab God, Goddess ke apne specific mantras hote hai, jiski chanting kar hum un specific God, Goddess se connect ho sakte hai, unki blessings paa sakte hai. Hindu dharm mein mantras ko centuries se use Kiya jata hai. Mantras mein bohot powers hoti hai, mantras ko disease ho heal karne ke liye, god or goddess ki blessings paane ke liye, barish karane ke liye, mantras mein itni power hoti hai ki hawan mein aag jalane ke liye bhi mantras ka use Kiya jata tha. Aaj bhi Hindu dharm mein mantras ki bohot importance hai. Aaj bhi log mantras ka use karte hai apni wishes ko manifest karne ke liye. One word mantra bohot jaldi work karte hai hai, or unhe chant karna bhi easy hota hai.

 

Vigneshwaraye mantra  benefits |

Vigneshwaraye mantra benefits

“Vigneshwaraye” Ganesh ji ka bohot effective mantra hai, jis ko chant kar hum apni wishes ko manifest kar sakte hai, ganesha ji ki blessings paa sakte hai. Ganesh ji hamesha apne devotees ki life se problems ko remove karte hai. Ganesh ji ko bohot jaldi prasan Kiya ja sakta hai, Ganesh ji se bohot jaldi connect ho sakte hai mantra ke duwara. Ab jante hai ” vigneshwaraye ” mantra ke benefits ke bare mein.

 

1) Remove Obstacles:- Ganesh ji ka ek naam hai ‘vigneshwaraye’ jiska matalab hota hai saare vignah(problems) ko remove karne wala, means ke wo apne devotees ki life se saari vignah(problems) ko remove kar dete hai. Is mantra ko chant karne se aapki life mein se problems, obstacles remove hone start ho jayega.

 

2) Career – Career mein aa rahe problems ko bhi ye mantra remove karta hai or career mein success paane ke liye bhi is mantra ko use Kiya jata hai.

 

3) Instant help – Ganesh ji bohot jaldi apne bhagtoh(devotees) ki help karte hai agar aap ko instant Ganesh ji ki help chahiye tab bhi aap is mantra ko chant kar sakte hai.

 

4) Healing- Emotional, mental or physical healing ko manifest karne ke liye ya blessings paane ke liye bhi is mantra ko use Kiya ja sakta hai.

 

5) Marriage – Marriage mein aa rahi problem ko solve karne ke liye bhi ” vigneshwaraye ” mantra ko use Kiya ja sakta hai.

 

6) Manifest wishes – Vigneshwaraye mantra ko chant kar bohot sari wishes ko manifest bhi Kiya ja sakta hai.

 

“Vigneshwaraye ” bohot achha Ganesh ji ka mantra hai. Aap Ganesh ji se request kar sakte hai aapki help karne ke liye. Logo ko positive results mile hai is mantra ko use karke aap is mantra ki success stories YouTube videos ke comments mein read kar sakte ho. Logo ne apni success stories share ki hai.

 

How to chant vigneshwaraye  mantra | is mantra ko kaise chant kare |

 Aapko 108 times daily is mantra ko 51 days ke liye chant karna hai. 51 days baad apni wish ko surrender kar Dena hai Ganesh ji ko. Wish ko surrender karne ke baad hi humari wish manifest hoti hai, surrender manifestation process ka part hai.

 

Disclaimer – Mantras kisi bhi tarah ki medical or professional help ko replace nhi karte hai. Mantras, switchwords ya manifestation ki koi bhi technique tab tak work nhi karegi jab tak aap poore trust ke saath nhi karoge. full faith ke saath mantras, switchword or manifestation technique ko use karna chahiye. Baki sab universe par chhod dena chahiye.

Vallabham Gajananam Ekdantham | Ganesha Powerful Mantra Benefits |

Vallabham gajananam ekdantham

“Vallabham Gajananam Ekdantham” Ganesh ji ka ek powerful or effective mantra hai. Is mantra ki chanting kar hum bohot sari wishes ko manifest kar sakte hai. Ganesh ji hamesha apne devotees ki instant help karte hai. Is mantra ko bohot saari situation mein use Kiya ja sakta hai, par unhe jaanne se pehle jaante hai ki Mantas kya hote hai.

Mantras kya hote hai | what are mantras |

Mantras bohot powerful words or phrases hote hai. Hindu dharm mein mantras ki bohot importance hai. Sab God, Goddess ke apne specific mantras hote hai, jiski chanting kar hum un specific God, Goddess se connect ho sakte hai, unki blessings paa sakte hai. Hindu dharm mein mantras ko centuries se use Kiya jata hai. Mantras mein bohot powers hoti hai, mantras ko disease ho heal karne ke liye, god or goddess ki blessings paane ke liye, barish karane ke liye, mantras mein itni power hoti hai ki hawan mein aag jalane ke liye bhi mantras ka use Kiya jata tha. Aaj bhi Hindu dharm mein mantras ki bohot importance hai. Aaj bhi log mantras ka use karte hai apni wishes ko manifest karne ke liye.

You may also like:-

Bappa Magic Begin Now                             Ganesha Magic Begin Now

Vallabham gajananam ekdantham mantra benefits |

Vallabham gajananam ekdantham

“Vallabham gajananam ekdantham” Ganesh ji ka bohot effective mantra hai, jis ko chant kar hum apni wishes ko manifest kar sakte hai, ganesha ji ki blessings paa sakte hai. Ganesh ji hamesha apne bhagtoh ki life se problems ko remove karte hai. Ganesh ji ko bohot jaldi prasan Kiya ja sakta hai, Ganesh ji se bohot jaldi connect ho sakte hai mantra ke duwara. Ab jante hai ” vallabham gajananam ekdantham” mantra ke benefits ke bare mein.

1) Remove Obstacles:- Ganesh ji ka ek naam hai ‘vighnaharta’ jiska matalab hota hai saare vighnah(problems) ko harne (remove) wala, means ke wo apne bhagtoh ki life se saari vighnah(problems) ko remove kar dete hai. Is mantra ko chant karne se aapki life mein se problems, obstacles remove hone start ho jayega.

2) Career – Career mein aa rahe problems ko bhi ye mantra remove karta hai or career mein success paane ke liye bhi is mantra ko use Kiya jata hai.

3) Instant help – Ganesh ji bohot jaldi apne bhagtoh(devotees) ki help karte hai agar aap ko instant Ganesh ji ki help chahiye tab bhi aap is mantra ko chant kar sakte hai.

4) Healing- Emotional, mental or physical healing ko manifest karne ke liye ya blessings paane ke liye bhi is mantra ko use Kiya ja sakta hai.

5) Marriage – Marriage mein aa rahi problem ko solve karne ke liye bhi ” vallabham gajananam ekdantham” mantra ko use Kiya ja sakta hai.

“Vallabham gajananam ekdantham” bohot achha Ganesh ji ka mantra hai. Aap Ganesh ji se request kar sakte hai aapki help karne ke liye. Logo ko positive results mile hai is mantra ko use karke aap is mantra ki success stories YouTube videos ke comments mein read kar sakte ho. Logo ne apni success stories share ki hai.

How to chant vallabham gajananam ekdantham mantra | is mantra ko kaise chant kare |

 Aapko 108 times daily is mantra ko 51 days ke liye chant karna hai. 51 days baad apni wish ko surrender kar Dena hai Ganesh ji ko. Wish ko surrender karne ke baad hi humari wish manifest hoti hai, surrender manifestation process ka part hai.

Disclaimer – Mantras kisi bhi tarah ki medical or professional help ko replace nhi karte hai. Mantras, switchwords ya manifestation ki koi bhi technique tab tak work nhi karegi jab tak aap poore trust ke saath nhi karoge. full faith ke saath mantras, switchword or manifestation technique ko use karna chahiye. Baki sab universe par chhod dena chahiye.

Blue Tara Mantra : Remove Blockages And Speed up Manifestation |

Blue tara mantra

Blue Tara goddess Tara maa ka hi ek roop hai. Goddess Tara buddist goddess hai, inhe “mother of all Buddhas” bhi kaha jata hai. Buddist religion mein Tara maa worship ki jata hai. Goddess Tara ke 21 roop hai, jinme se blue Tara maa bhi ek roop hai . Aaj hum Tara Maa ke Blue roop ke bare mein janege.

Who is Blue Tara maa | Blue Tara maa kon hai |

Tara maa buddist goddess hai, jinhe “mother of all buddhas” bhi kaha jata hai. Tara maa ke 21 roop hai, Blue tara tara  maa ke 21 roop mein se ek hai. Goddess Blue Tara maa humari life mein se blockages or obstacles ko remove karti hai. Kayi bar humari life mein bohot obstacles aane start ho jate hai, chhote se kaam ko karne mein bar bar obstacles ko face karna padta hai. Blue Tara maa se pray karne se blue tara maa sabhi obstacles ko blockages ko humari life se remove karti hai jisse life mein blockages remove hone lag jate hai.

Blue Tara Mantra:-

 God, Goddess ke apne mantra hote hai, jiski chanting kar hum un god ya goddess se connect ho sakte hai. Blue Tara Maa ka bhi ek mantra hai jiski chanting kar hum blue tara maa ki blessings paa sakte hai. Mantra kuch is prakar hai

Blue tara mantra

        “OM BHIM TARE VRIM SOHA”

“Om bhim tare vrim soha” blue tara maa ka mantra hai. Blue Tara maa powerful goddess hai ,esa kaha jata hai ki blue tara maa ke mantra ke jaap se agar koi bhi wish ko manifest hone mein blockages aa rahe hai toh vo blockages remove ho jate hai. Blue tara mantra manifestation process ko speed up karta hai.

Benefits of chanting Blue Tara Mantra:-

1) Blue Tara maa ke mantra ko chant karne se life mein aa rahe obstacles remove hote hai.

2) Agar aapki koi wish ko manifest hone mein obstacles aa rahe hai tab bhi aap blue tara mantra ko chant kar sakte Hain. Blue tara mantra manifestation blockages ko remove karta hai or manifestation process ko speed up karta hai.

3) Blue Tara Mantra luck ko manifest karta hai aapki life mein.

4) Career growth mein agar blockages aa rahi hai tab bhi ye mantra use Kiya ja sakta hai. Career mein aa rahi sabhi blockages or obstacles ko ye mantra remove kar sakta hai

5) Blue Tara Mantra Negative thoughts ko bhi  remove karta hai.

6) Agar aapke life mein ya work mein delays ho rahe hai, ye mantra delay ko remove karega.

7) Luck increase karne ke liye bhi aap blue tara mantra ko chant kar sakte hai.

8) Urgent situation mein bhi ye mantra effective hai.

9) Generally bhi blue tara mantra ki chanting ki ja sakti hai aisa karne se aapki life mein Jo bhi blockages aa rahe hai woh remove honge. Aap easily manifest kar paoge.

 Mantras bohot powerful hote hai or mantras ko use karke hum apni wishes ko manifest kar sakte hai. Mantras bhi manifestation ka part ban Gaye hai log apni wishes ko manifest karne ke liye mantras  ko use karne lag gaye hai or logo ko positive results bhi mil rahe hai.  Aap YouTube par Tara Maa ke mantra ki video ke comments read karna, logo ko bohot positive results mile hai, log apni success story share kar rahe hai, apne experience share kar rahe hai. Aap jarur success story read karna isse aapka trust build-up hoga , mantra , switchword ya manifestation se related aapke mind mein koi negative believe system hai toh success stories read karne se wo negative believes bhi break honge.

How many days to chant mantras :-

Minimum 41 days tak daily mantra ko 108 times chant karna hai, ya aap 15 min daily din mein 2 bar is mantra ki chanting kar sakte hai. Mantra chant karte waqt mind mein apni wish ki image create karni hai. Chant karte waqt positive rehna hai calm mind ke saath mantra ko chant karna hai. Blue tara maa ke request karni hai ki please meri wish poori kijiye. Outcome ko lekar positive rehna hai, desperate nhi hona hai. Mantra ko trust ke saath chant karna hai.

Disclaimer -Mantras, Switchword ya manifestation ki koi bhi technique tab tak work nhi karegi jab tak aap poore trust ke saath nhi karoge. full faith ke saath mantras, switchword or manifestation technique ko use karna chahiye.

 

Golden / Yellow Tara Mantra For Money And Abundance |

yellow tara mantra

Goddess Tara buddist goddess hai, inhe “mother of all Buddhas” bhi kaha jata hai. Buddist religion mein Tara maa worship ki jata hai. Tara maa ke 21 roop hai, jinme se golden ya yellow Tara maa bhi ek roop hai . Aaj hum Tara Maa ke yellow roop ke bare mein janege.

Who is golden or yellow Tara maa | Yellow Tara maa kon hai |

Golden Tara maa buddist goddess hai, jinhe “mother of all buddhas” bhi kaha jata hai. Yellow Tara maa ka golden or yellow colour prosperity , abundance ko represent karta hai. Yellow Tara maa ki energy bohot motherly hai . Love ,Compassion, kind, wisdom, protector, sab yellow tara maa ki characteristics hai.

Yellow Tara Mantra:-

Sab God, Goddess ke apne mantra hote hai, jiski chanting kar hum un god ya goddess se connect ho sakte hai. Yellow tara maa ka bhi ek mantra hai jiski chanting kar hum golden /yellow Tara maa ki blessings paa sakte hai. Mantra kuch is prakar hai

          “OM TARE TUTTARE TURE                              PUSHTIM  KURU SOHA”

yellow tara mantra

“Om tare tuttare ture pushtim kuru soha” yellow tara maa ka mantra hai. Yellow tara maa powerful goddess hai ,esa kaha jata hai ki yellow tara maa ke mantra ke jaap se koi bhi wish ko manifest Kiya ja sakta hai, but especially money, abundance, prosperity ke liye yellow /  golden tara mantra bohot effective hai.

Benefits of chanting  Yellow Tara Mantra:-

1) Golden / Yellow Tara maa ka colour golden or yellow hai jo abundance , money ko represent karta hai, yellow tara mantra ko chant karne se aapki money related problems solve honi shuru ho jati hai. Golden Tara Mantra money blockages ko bhi heal karta hai, jise aap money manifest karna ya abundance ko apni life mein manifest kar sakte hai.

2) Golden Tara Mantra Manifestation blockages ko bhi remove karta hai, jisse manifestation process fast ho jata hai.

3) Career growth manifest karne ke liye bhi golden Tara Mantra effective hai.

4) Apni life mein abundance manifest karne ke liye golden Tara Mantra ko chant Kiya jata hai.

5) Career blockages ko remove karne mein bhi ye mantra bohot helpful hai.

6) Money ko attract karne ke liye bhi golden Tara Mantra ko chant Kiya jata hai.

7) Luck increase karne ke liye bhi aap golden tara mantra ko ko chant kar sakte hai.

8) Kisi bhi money or career issue ke liye golden Tara maa ki help lee ja sakti hai.

9) Generally bhi yellow tara mantra ki chanting ki ja sakti hai aisa karne se vibration high rehti hai or golden Tara maa ki blessings bhi milti hai.

 Mantras bohot powerful hote hai or mantras ko use karke hum apni wishes ko manifest kar sakte hai. Mantras bhi manifestation ka part ban Gaye hai log apni wishes ko manifest karne ke liye mantras  ko use karne lag gaye hai or logo ko positive results bhi mil rahe hai.  Aap YouTube par Tara Maa ke mantra ki video ke comments read karna, logo ko bohot positive results mile hai, log apni success story share kar rahe hai, apne experience share kar rahe hai. Aap jarur success story read karna isse aapka trust build-up hoga , mantra , switchword ya manifestation se related aapke mind mein koi negative believe system hai toh success story read karne se vo negative believe bhi break hoga.

How many days to chant mantras :-

Minimum 41 days tak daily mantra ko 108 times chant karna hai, ya 10 min tak daily mantra ki chanting karni chahiye.Mantra chant karte waqt mind mein apni wish ki image create karni hai. Chant karte waqt positive rehna hai calm mind ke saath mantra ko chant karna hai. Golden Tara maa ke request karni hai ki please meri wish poori kijiye. Outcome ko lekar positive rehna hai, desperate nhi hona hai. Mantra ko trust ke saath chant karna hai.

Disclaimer -Mantras, Switchword ya manifestation ki koi bhi technique tab tak work nhi karegi jab tak aap poore trust ke saath nhi karoge. full faith ke saath mantras, switchword or manifestation technique ko use karna chahiye.

 

White Tara Mantra : Health, Long Life And Wisdom |

White tara mantra

Tara Maa buddist goddess hai, inhe “mother of all Buddhas” bhi kaha jata hai. Buddist religion mein Tara maa ki worship ki jata hai. Tara maa ke 21 roop hai, jinme se white Tara maa bhi ek roop hai . Aaj hum white tara maa ke bare mein janege.

 

Who is White Tara maa | White Tara maa kon hai |

 

Tara maa buddist goddess hai, jinhe “mother of all buddhas” bhi kaha jata hai. White Tara maa goddess Tara ke 21 roop mein se ek roop hai. White Tara maa ka white colour peace, harmony ko represent karta hai. White Tara maa ki energy bohot motherly hai . Love ,Compassion, peace , wisdom, protector, beauty sab white Tara maa ki  qualities hai.

 

White Tara Mantra:-

 God, Goddess ke apne mantra hote hai, jiski chanting kar hum un god ya goddess se connect ho sakte hai. White Tara Maa ka ek mantra hai jiski chanting kar hum white Tara maa ki blessings paa sakte hai. White Tara Mantra kuch is prakar hai

 

 “OM TAARE TUTTARE TURE MAMA AYUR GYANA PUNYE PUSHTIM KURU SOHA”

White tara mantra

“Om taare tuttare ture mama ayur gyana punye pushtim kuru soha” White Tara maa ka mantra hai. White Tara maa powerful goddess hai ,aisa kaha jata hai ki White Tara maa ke mantra ke jaap se wishes ko manifest Kiya ja sakta hai, but especially health, healing, ke liye white Tara Mantra ki help li jati hai.

 

Benefits of chanting White Tara Mantra:-

 

1) White Tara maa ka colour white hai jo peace, healing, health ko represent karta hai, White Tara Mantra ko chant karne se aapki body heal hoti hai. White Tara Mantra ki chanting se good health ki blessings milti hai.

2) White tara mantra ko chant karne se compassion , peace, harmony ko attract Kiya ja sakta hai.

3) Mental or physical health ko thik karne ke liye bhi white Tara Mantra ki help le sakte hai.

4) family or apni good health ke liye aap white Tara maa se pray kar sakte ho. White Tara maa ke mantra se good health ki blessings milti hai.

5) White tara mantra ko chant karne se aap good fortune ko bhi attract karte hai.

6) Agar aap life mein koi challenges face kar rahe hai , ye mantra ke chant se wo challenges bhi remove ho jayege.

7) Generally bhi white tara mantra ki chanting ki ja sakti hai aisa karne se aap healthy rahenge or white tara maa ki blessings or protection bhi milti hai.

 

 Mantras bohot powerful hote hai or mantras ko use karke hum apni wishes ko manifest kar sakte hai. Mantras bhi manifestation ka part ban Gaye hai log apni wishes ko manifest karne ke liye mantras  ko use karne lag gaye hai or logo ko positive results bhi mil rahe hai.  Aap YouTube par white tara maa ke mantra ki video ke comments read karna, logo ko bohot positive results mile hai, log apni success story share kar rahe hai, apne experience share kar rahe hai. Aap jarur success story read karna isse aapka trust build-up hoga , mantra , switchword ya manifestation se related aapke mind mein koi negative believes hai toh success story read karne se vo negative believe bhi break honge.

 

How many days to chant mantras :-

 

Minimum 41 days tak daily mantra ko 108 times chant karna , Mantra chant karte waqt mind mein apni wish ki image create karni hai. Chant karte waqt positive rehna hai calm mind ke saath mantra ko chant karna hai. White Tara maa ke request karni hai ki please meri wish poori kijiye. Outcome ko lekar positive rehna hai, desperate nhi hona hai. Mantra ko trust ke saath chant karna hai.

 

Disclaimer -Mantras, Switchword ya manifestation ki koi bhi technique tab tak work nhi karenge jab tak aap poore trust ke saath nhi karoge. full faith ke saath mantras, switchword or manifestation technique ko use karna chahiye.

 

Om Mani Padme hum 15 Benefits|

Om Mani Padme hum lord Buddha ka mantra hai. Ye bohot powerful mantra hai, life ki har problems ke liye ye mantra best hai. Is mantra ke result bohot fast or positive milte hai. Om Mani Padme hum mantra beautifully aapki life ko transform kar sakta hai, ye bohot powerful mantra hai jiska use kar hum apni life mein positive outcome manifest kar sakte hai.

Om mani padme hum

Meaning of Om Mani Padme hum:-

 

Om Mani Padme hum ka matlab hota hai ki jo mere andar madi hai wo khilkar prakash roop ban Jaye arthat mere andar ki madi Kamal ki tarah khil jaye.

                           Om Mani Padme hum ka ek matlab hota hai ki, humare sare chakra balance ho kar hum enlighten ho jaye, hamare andar ki madi yani ki chakras open ho jaye or hum enlightenment ko paale.

OM MANI PADME HUM 15 BENEFITS:-

 

1) Success in career :- Career mein success attract karne ke liye is mantra ko use Kiya ja sakta hai. Is mantra ke magical results mil sakte hai agar aap career mein success manifest karna chahte ho.

 

2) Remove negative thoughts :- Is mantra ko regularly chant karne ke baad aap dekhoge ki aapke mind mein negative thoughts aane bohot Kam ho jayega. Agar aap ko bohot jyada negative thoughts aate hai tab aapko is mantra ko jarur chant karna chahiye.

 

3) Balance root chakra :- Is mantra ko chant karne se root chakra balance hota hai. Root chakra humari foundation ko represent karta hai jab humara root chakra balance nhi hoha tab hume life mein stability feel nhi hoti, is mantra ke chant se root chakra balance hona start ho jayega.

 

4) Strengthen aura :-Ye bohot powerful mantra hai jis ki help se hum apne aura ko strong kar sakte hai. Agar aap ko bohot jyada negativity feel hoti hai tab aapko definitely is mantra ki chanting karni chahiye.

 

5) Remove obstacles :- Agar aap koi bhi kaam mein ya situation mein obstacles face kar rahe ho tab aapko is mantra ko use karna chahiye. Is mantra ki Chant karne se life ke obstacles remove hote hai.

 

6) Attraction power :- Is mantra ke jaap se aura strong hota hai or jab aura strengthen hota hai personality mein ek alag sa charm add hone lag jata hai, aap ki attraction power increase hone lagti hai.

 

7) Help in health issues :- Ye mantra aapki body ko bhi heal karta hai. Kuch hi dino mein aap feel karoge ki aap ki body heal hona start ho jayegi.

 

8) Release negativity and fear :- Ye mantra bohot effective hai negativity or fear ko release karne ke liye.

 

9) Attract positivity :- Ye mantra positivity ko humari life mein attract karta hai. Kuch hi dino mein aap positivity ko feel kar paoge.

 

10) Fortune :- Is mantra ko chant kar hum good fortune ko apni life mein manifest kar sakte hai.

 

11) Manifest wishes :- Om Mani Padme hum bohot magical mantra hai apni wishes ko manifest karne ke liye. Is mantra ko use karke hum apni bohot saari wishes ko manifest kar sakte hai. Kisi bhi wish ko manifest Kiya ja sakta hai is mantra ko use karke.

 

12) Increase psychic ability :- Is mantra ko chant karke hum apni psychic ability ko bhi increase kar sakte hai.

 

13) Balance heart chakra :- Ye mantra heart chakra ko bhi balance karta hai. Heart chakra ko balance karne ke liye aap is mantra ko use kar sakte hai.

 

14) Clear bad karma :- Ye mantra itna powerful hai ki iski chanting karke hum apne bad karmas ko bhi clear kar sakte hai.

 

15) Heal relationship issues :- Kisi bhi relationship issues ko is mantra se heal Kiya ja sakta hai. Relationship issues ko heal karne mein bhi ye mantra effective hai.

 

Mantra ko use kaise karna hai:-

1) Chanting :- Daily 108 times ya 15 min is mantra ki chanting karni hai. Aap chahe toh din mein Kai bar is mantra ko chant kar sakte hai.

2) Listen :- YouTube par is mantra ki chanting videos hai aap chahe toh apni wish ko mind mein visualize karte waqt iski chanting sun sakte ho.

3) Journaling :- Aap chahe toh is mantra ki Journaling bhi kar sakte hai. Ek journal mein mantra ko 108 bar likh sakte hai.